Sunday, August 2, 2009

ग़म है तो बस इतना....

कवि हूँ आज भी
कल भी था
और परसों भी रहूँगा
गिला तो बस इस बात की है
कोई सुनता नहीं है अब मुझे
तब भी न सुनता था
और आगे भी न सुनेगा ..

2 comments:

  1. kaabil kavi ke darbaar me ....chand uchhalate shabd ...

    par mai to eise hi likhataa jaaungaa
    koi kaan de ya naa de
    mai to eise hi khud ko sunata paaungaa
    nirantar, nirantar aur nirantar..

    parvaah nahi ki koi kaise dekhega ya sunega,

    jab khud ko khud ki hi aankho se kaagaaz par likhaa dekho,
    jab apni hi aawaaz ko apne hi kaano se suno,

    to jee uthataa hoo mai zindagi bhar ke liye

    warnaa sapno ko aate jaate dekhnaa to sab ko aata hai,
    maza to tab hai,

    jab un sapno ko kalam se kaid kar kaagaz se bhaandh do!!!!

    ye fan hi mujhe zindaa rakhtaa hai
    ye fan hi kavi ko kaabil banata hai

    ReplyDelete
  2. wah.. kya kavita banayi hai.. kaabil kavi ke saamne aapne bhi apni kaabiliyaat dikhaayi hai!!

    ReplyDelete